Here you will find large collection of both urdu and funny text sms messages in Urdu. Send these sms to your friends.
mujhay dard-e-ishq ka maza maloom hai,
dard-e-dil ki intiha maloom hai,
zindagi bhar muskuranay ki dua na do yaro,
mujhay pal bhar mukuranay ki saza maloom hai.
Asman kay taray aksar pochtay hain humse,
kia tumhain ajj bhiintizar hai us kay anay ka,
or ye dil mukura ke kehta hai,
yaqeen nahi howa us kay janay ka.
Tum na kabhi meri "azmaish" kar sako gay,
Jaan say ziyada kia "FARMAISH" kar sako gay,
"PYAR" kartay hain itna jitna "SAMANDAR" main pahi,
Kia "SAMANDER" kay pani ki "PAYMAISH" kar sako gay.
meri dharkano main ap ka hi raaz hoga
meri baat ka bus yehi andaz ho ga
kabhi bewafai nahi kartay hum pyar main
mere pyar pe apko hamesha naaz hoga
Ibadat "DIL" se
Arzo "DIL" se
Tamana "DIL" se
Mohabbat "DIL" se
Dua "DIL" se
Miss u "DIL" se
LIke U "DIL" se
Love u "DIL" de
Ap kay liye sub kuch "DIL" se
us kay bina ab chup chup rehna acha lagta hain , khamoshi say dard ko sehna acha lagta hain , jis hasti ki yad me ansu barastehain, samne us kkuchnakehna acha lagta hain, janta hunbus pyar meansu milte hain hain, kuch b ho ab is zeher ko pena acha lagta hain , jeee chata hain hai k sub khusiyan le kar us ko de dun, us kpyar me sub kuch khonaacha lagta hain