Home / Urdu SMS /

Deewane Hai

by Muhammad Imran

Deewane hai tere naam ke Is baat se inkaar nahin Kaise kahen ki hamein aapse pyar nahin Kuch to kasoor hoga aapki adaaon ka bhi Akele hum hi gunehgaar to nahi

Category: Urdu SMS, Shayari SMS

Mere Pyar Ko

by Muhammad Imran

Mere pyar ko dunia mein koi na samaj na paya, Roti thi jab tanha koi mere saath na aaya, Mita diya khud ko unke liye pyaar mein, Aur wo kehte hain ki mujhe pyaar karna na aaya

Category: Urdu SMS, Shayari SMS

Yahi to Khubsurat

by Muhammad Imran

Yahi to khubsurat dosti ka nata hai
Jo bina kisi shart ke jiya jata hai
Rahe duriya darmya to parwa nahi,
Dost to harpal dil me basaya jata hai

Category: Urdu SMS, Shayari SMS

Murjhaie Phoolon Ki

by Muhammad Imran

Murjhaie phoolon ki bagiya
Chubhte kanto ki kami nahi
Bedard hoti hai ye mohabbat bhi
Loot leti sab kuch der usko lagti nahi

Submitted by: Lata

Category: Urdu SMS, Shayari SMS

Kudrat Ke Karishme

by Muhammad Imran

Kudrat ke karishme me agar raat na hoti
To khwabo me aap se mulakaat na hoti
Har marj ki wajha ye dil hi to hai
Ye dil na hota to koi baat na hoti

Category: Urdu SMS, Shayari SMS

Main Tere Aane

by Muhammad Imran

Main tere aane ka intejar karunga
Tu jaha jaegi main tere sath rahunga
Tu jab mughe yaad karegi main tare paas aaunga
Ye dosti main marte dum tak nibhta rahunga
Aur na nibha saka to main
Teri hath kisi aur ke hath me dekar jaunga

Category: Urdu SMS, Shayari SMS


SMS Messages by Category