Raat ko jaldii say nendh aagai,
Subah uthay to diwali aagai..
Socha send karon aap ko diwali sms,
Daikha to aap ki miss call already aagai,
Wo bhi ro de ga usay haal
sunaye'n kese
Maum ka ghar hy chirago'n
ko jalaye'n kese
Duur hota tou usay dhoond
bhi lete 'Faraz'
Rooh main chup k jo betha hy
usay paaye'n kese ...
Hum apni rooh tere jism mein he chhor aye Faraz....
Tujhy galay se lagana tu ek bahana tha...
Raat ko jaldii say nendh aagai,
Subah uthay to diwali aagai..
Socha send karon aap ko diwali sms,
Daikha to aap ki miss call already aagai,
Deeiray dheeray dil main utarta jata hai koi,
Mujh ko MAIRI JAAN bulata hai koi,
Main toot ke bikhar jaon, ye mumkin nahi,
Boht piyar se sath apne mujhe sulata hai koi………
Daikhna mujhe aur dair talak daikhty rehna,
Phir tasawur main khud se sharmaty rehna,
Her ada aus ki pasad thi apni,
Sharmana ghabrana khud ko chupaty rehna,
Aaj taqdeer ke zulm ki intaha hai nashtar,
Bichar gaya, socha jisy apnaaye rehna
hum ap k dil main rehte hain,
Is liye her dard sehte hain,
Koi hum se pehle WISH na ker de apko,
Is liye sub se pehlay “Happy Ramadan ul mubarak” kehte hain