Explore our magnificent collection of Islamic SMS Messages. Send these holy Islamic sms to your friends and Muslim brothers all over the world.
Aap s.a.w. ne farmaya: Imaan ye hai ki tum Allah ko, Uske farishto ko, uski kitabo ko, uske rasulo ko, aur kayamat ke din ko haq jano, haq mano aur har har achhi buri taquir ko bhi haq jano, haq mano...
Rasullullah s.a.w. ne farmaya : Jis ne meri ummat main bigad ke waqt meri sunnat ko mazbuti se pakda to uske liye 100 shahido ka sawab hai..
Rasullullah s.a.w. ne farmaya : Tum main se sab se achha shakhsh wo hai jo Kuraan ko sikhe aur sikhaye..
Kabhi bhi apne nasib ko,taqdeer ko bura mat kaho...Kyunki apni naseeb aur taqdeer hi hai ki hum MIHAMMAD(S.A.W.) ki ummati hai, ummat-e-mohamaddia hai...SubhanAllah...Allah ka shukar ada karo.
Allah farmata hae tu wo karta hae jo tu chahate hae
aur hot hae wo jo me chahata hoo
tum wo karo jo me chaha ta hoo
phir wo hoga jo too chahata hae
Jism ki tandrusti “NAMAZ” main hai,
Dil ki taqat TILAWAT-E-QURAN main hai,
Dimagh ki quwwat ZIKER-E-ELAHI main hai,
Rooh ki rahat DUROOD SHAREEF main hai,