Explore our magnificent collection of Insult SMS Messages. Send these Insult sms to your friends all over the world for fun.
Arz kiya hai
Tomy is a dog n u r a flower,wah, wah,wah
Tomy is a dog n ur a flower,
Tomy lifts his leg n gives u a SHOWER
aB KIJIYE wah wah wah!!!!!
Pyar na rahe to wafa kaun karega,
Dost na rahe to dosti kaun karega,
Khuda salamat rakhe tumhe varna,
bandar ki tarah uchal-kood kaun karega
Aaj kal tum mushkurati bahut ho,
mere dil ko bhaati bahut ho,
dil kehta hai le jaaun tumhen dinner pe,
par suna hai tum khaati bahut ho!
Is dil ka kaha mano 1 kaam ker do,
1 bay naam si mohabbat mere naam kar do,
Meri zaat pay faqat itna ehsaan kar do,
Ghar say naha k niklo, poray muhallay ko hairaan kar do
Main nay aap ko kal
khuwab main HOROON
k darmiyan daikha.
Main nay khuda say pocha,
Is ko kis naiki ki jaza mili hai.
Khuda nay farmaya:
is ko jaza nahin,
HOROON ko SAZA mili hay
Jab tum is duniya se jaoge,
Door kahin ek naya janam paoge,
Is baar jo hua bahut bura hua,
Agli baar tum ek lambi pooch
aur chaar taang paoge.