Home / Exams SMS /

Har Sawal Say Dut Ker Larna

by Muhammad Imran

Har sawal say dut ker larna,
Phainkhnay me kami mat karna,
Moqa milay to pichay bhi dekhna,
aur 1 bat yaad rakhna,
aagay walay ka paper apna samajhna.

Category: Exams SMS

Itne Kum Marks..??

by Muhammad Imran

Baap:
Itne kum marks..??
2 thappar lagne chahiyen.!!

Beta: Han papa!
mein nay to us kameenay mastar
ka ghar bhi dekh liya hay…!!

Category: Exams SMS

3 Sardar After Exam

by Muhammad Imran

3 sardar after exam
1st:Yaar mujhey kuch nahi ata tha
main paper khali chor aya hon.

2nd: Main bhi!

3rd:Shit yaar, teacher samjhe
gi hum ne cheating ki hay:p

Category: Exams SMS


SMS Messages by Category