Latest SMS / text messages jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic and birthday ]
Largest SMS Collection
Mafhoom-E-Hadees:
“Rozadaar Ka Sona Ibadat Aur Us Ki Khamoshi Tasbeeh Karna
Aur Us Ki Dua Qabool Aur Us Ka Ammal Maqbool Hota Hai.”
(Ref: Shob-ul-Eeman)
Hazrat Abu Hooraira(ra) nay Hazoor(saw) say nakal kia k meri ummat ko ramzan k baray may 5 cheezain makhsoos tuur pay dee gaey hain jo pehli umaaton ko nahi mili,
1)Ya k un k moo ki baadboo Allah k yahan mushk say ziyada pasandida hay.
2)Ya k in k liay samandaar ki maachliyan bhi dua kerti hain [...]
Hazoor(saw) ka irshaad hay kay Ramzan Mubarak ki her shaab o roz may Allah kay yahan say(jahanoom say) Qaidi chooray jaatay hain aur her musalmaan kay liay her shaab o roz may aik dua zaroor kabool hoti hay
A blessed month is casting its shadow upon us A night of this month is better than a thousand months Bear wid patience for d sake of Ar-Rehman Its a continuous training to strengthen our Emaan . Glory b to Allah [...]
Be-zabano ko jub wo zaban deta hay, Parhne ko phir wo QURAN deta hay,
Bakshne pay aata hay jub ummat k gunahon ko, Tohfay mein gunahgaron ko RAMAZAN deta hai
The holy month of Ramadan, For all Muslims has begun. Praising Allah through the day, From dawn to dusk we fast and pray. We pay zakah (charity) for those in need, Trying hard to do good deeds. Wishing [...]