Latest SMS / text messages jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic and birthday ]
Largest SMS Collection
diwali ke subh apsar per Mere sab des basiyo ko subh kamnaye. Ish tyohar per apko hazaro khusi hasil ho Asatya per hamesha satya ki jeet ho Chahe aap kahin bhi rahe Hamesha apno ka sath ho.
Sri ram ji aapke ghar sukh ki barsat karen, Dukhon ka naas karen. Prem ki phuljhari wa anar aapke ghar ko roshan kare. Roshni ke diye aapki zindagi me khusiya layen. Happy deepawali
Is diwali pe humari dua hai ki apka har sapnna pura ho, duniya ke unche mukam apke hon, shoharat ki bulandiyon par naam apka ho! Wish u a very HAPPY DIWALI!
aaj se aap ke yaha dhan ki barsat ho, maa laxmi ka vas ho, sankatto ka nash ho har dil par aapka raj ho, unnati ka sar par taj ho ghar me shanti ka vas ho * HAPPY DIWALI *
Aai aai Diwali aai, Saath me kitni Khushiya laayi, Dhoom machao, mauj manao, aap sabhi ko Diwali ki badhai. Happy Diwali
I Pray to God to give U Shanti, Shakti, Sampati, Swarup, Saiyam, Saadgi, Safalta, Samridhi, Sanskar, Swaasth, Sanmaan, Saraswati, [...]