Latest SMS / text messages jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic and birthday ]
Largest SMS Collection
kabhi socha hai?Hamare rishtey ka naam kia hai?*Dosti*Mohababt*Zarurat*Khuwahish*Junoon*Ishq
ya woh rishta jo,“Asman ka zameen se”Barish ka sehra se hayHaqiqat ka khuwabon se hayDin ka raat se hay
Yeh kabhi bhi aik dosray se mil nahin pataylaikin aik dosray k baghair adhoray bhi hain
Shayud aisa hi kuch rishta mera or aap ka bhi hay